Bewafa poetry Tum to chand ho jissy sab yaad karty hain...love and bewafai all at one place..enjoy Bewafa poetry
Mobile Phone Bewafai SMS - Maine faaslo ko mitaya wo judai kar gya,
Kitna masoom tha wo lekin bewafai kar gya,
Wo sikha gya kisi pe aitbar na karna,
Kitni burai kar k ek achai kar gya
----------------------------------------------------------------------------------------------
Mobile Phone Bewafai SMS - Har ek sawal ka usko jawab kya deti?
Main apni zaat ka usko hisab kya deti?
Jo ek lafz ki khushbu na rakh saka mehfooz!
Mai us ke hath mein puri kitab kya deti? ()
----------------------------------------------------------------------------------------------
Mobile Phone Bewafai SMS - Pagl huway jo hm to "ULFAT" usy b thi
Chaha jo hm nay us ko to chahat usay b thi
Usko na bhol pain gay wo janta tha or
Hr baat bhol jane ki adat usay b thi.
----------------------------------------------------------------------------------------------
Mobile Phone Bewafai SMS - Roz milty ho roz bicher jaty ho. Na sudherty ho bohat staty ho. Roz ik tamasha sa laga rehta h dil m. Roz bholty ho roz yaad aty ho.
----------------------------------------------------------------------------------------------
Mobile Phone Bewafai SMS - Tum to chand ho jissy sab yaad karty hain ,
Hamari Qismat tu taron jaisi hai,
yad to door,
log apni DUA k liye hamaray tootnay ki faryad karty hain,
----------------------------------------------------------------------------------------------
Mobile Phone Bewafai SMS - Pyar woh hum ko bepanah kar gaye
Phir Zindgi mein hum ko tanha kar gaye
Chahat thi unke ishq mein Fanaah hone ki
Par woh laut kar aane ko bhi mana kar gaye.
----------------------------------------------------------------------------------------------
Mobile Phone Bewafai SMS - Paas meray hai sub kuch,
Bus wo ik sath nahi,
Pyar karnay walay tu bahut hain magar,
Koi us jaisi zaat nahi,
Jis k intezar mai tum kub say baithay ho janab,
Usay tum tu kya tumhari ek baat bhi yad nahi.....
----------------------------------------------------------------------------------------------


