SMS Cat
Sad Urdu Poetry

Sad Urdu poetry collection with so many famous sad urdu sher and sad urdu poems

 

Har ek sawal ka usko jawab kya deti?
       Main apni zaat ka usko hisab kya deti?
       Jo ek lafz ki khushbu na rakh saka mehfooz!
       Mai us ke hath mein puri kitab kya deti?()


----------------------------------------------------------------------------------------------

Aaj ujaali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab humne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki humain dosti se nafrat ho gayi
 
----------------------------------------------------------------------------------------------
 
Tum sa mil kar ya jana pyar aik dokha hai  ab hm jana zindage aik samjhota hai. Tm par
yaqeen hud sa zada tha kya pata tha k to bhi aik dokha tha
 
----------------------------------------------------------------------------------------------
 
S¡rf ¡tna usay bata  dena,
           Mujhe aata nah¡ bhula dena,
           Mer¡ bate¡n to s¡rf bate¡n ha¡n,
           Yaad aaye¡n kabh¡ to Muskura dena..

----------------------------------------------------------------------------------------------
 

Toot jatey hain bikhar jatey hain..!
       Kaanch k ghar
       mai MUKADDAR apny...!
       ajnabi to sada Pyar se milte hain...!
       Bhool jatey hain to aksar APNEY. ()


------------


  1   2   3