Cute Funny Text
NEW QOMI TARANA
Musharraf ki zamin shad baad,
Bijli aay 8 ghantay baad,
Tu nishany corruption aalishan,
Arz-e-mshrafistan,
Shad baad Wakeel berbaad,
Musharf ki zamin ka nizam
Atay,Gas,Bijli ka bohran
Qom mulk sub gharak,Chaudhry sub pa-in-da-baad
Shokat aziz mulk say farar
Parchamay sitara-o-hilal
Khoon may runga sara saal
Bhool apna mazi shan-e-haal Jaan-e-istaqlal
Saya-e-Bush Sar pay sawar."
----------------------------------------------------------------------------------------------
Aadhi raat ko aadmi apni moti biwi se
Begum sisak sisak k marna acha hai ya aik dum?
Biwi
Aik dum
Aadmi
Acha to apni doosri tang bhe meray upar rakh do..!
----------------------------------------------------------------------------------------------


