Miss You Messages Collection
Missing You SMS - Samjha Do Apni Yaadon Ko,
Wo Bin Bulayey kabi Aya na karen,
Tum To Door Reh Kar Statey hi Ho,
Mager
Wo Pass Aa Kar hamen Rulaaya na karen...! )
----------------------------------------------------------------------------------------------
Missing You SMS - Kis Qadar Mujko Sataty Ho Tum.
Bhool Jany Par Bi Yaad Aty Ho Tum.
Sard Rat K Sannato Men Jab Bi Manga Khuda Sy Kuch.
Mere Dil Ki Dua Ban Jaty Ho Tum..
----------------------------------------------------------------------------------------------
Missing You SMS - Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi,
Zindgi lagti hai bejaan kabhi kabhi,
Samjh Aaye to hamen bhi batana k,
kyun karti hain yaaden pareshaN kabhi kabhi?
----------------------------------------------------------------------------------------------
Missing You SMS - Saans lene se teri yaad ati hai. Yaad aane se meri jaan jaati hai.kaise kahdoon k sirf saans se zinda hon .saans bhi to teri yaad k baad aati hai.
----------------------------------------------------------------------------------------------
Missing You SMS - Ae chand chamakna chor bhi de, teri chandni humain satati hai, tere jaisa hai mere dost ka chehra, tujhe daikh kar uski buhat yaad aati hai )
----------------------------------------------------------------------------------------------



